(Suhagraat) Shadi Ki Pehli Raat In Islam In Urdu (Sunnat Tarika) (Tafseel Aur Maloomat) - (نکاح) شادی کی پہلی رات

(Nikah) Shadi Ki Pehli Raat Islamic Rules In Urdu / Suhagraat Raat Ko Kya Karna Chahiye / Ais Raat Ke Adaab / Sunnat Tarika In Urdu / Ais Raat Humbistari Ka Tarika / Tips / First Night Marriage In Islam In Urdu / Shab-E-Zafaf Ke Adab

Shadi Ke Pehli Raat (Marriage First Night) biwi se humbistari ki jaye ya ais ke baad jab bhi humbistari ki jaye biwi se tou Humbistari Islami Tarikay Se Karna Chahiye kyun ke nikah ek ibadat hai. Ais raat (Suhagraat) biwi se ulfat aur mohabbat se paish aana chahiye. Biwi ko tohfa dena chahiye jo ke Sunnat hai. Dono mian biwi ek sath akhathay Shadi Ki Pehli Raat Ki Nafal Namaz parhain jis mein shohar agay ho ga aur biwi peeche. Mubashrat ke adaab ko Malhooz-E-Khatir rakhna chahiye. Mubasharat / Humbistari Ka Waqt Dua Karen. Biwi Ko Peeche Sa Kar Sakte Hain Lakin sirf Maqam-E Paidiash Mein. Lakin Pichle Hisse Mein nahi kar sakte. Ais post main suhagraat manane ka Islamic Tarika video ke zariye batya gya hai. Yeh raat achi guzarni chahiye.

Kya Shadi Ki Pehli Raat Humbistari Karna Zaroori Hai?

Suhagraat mein zaroori nai hai ke shohar aur biwi ke beech sex ho. Agar Sex Na Ho Tou Ais Se Walima Haram / Najaiz Nai Ho Jata Hai. Agar sex ho tou Suhagraat Humbistari Ka Islamic Tarika yani Islam ke mutabiq sahih jaga par hona chahiye.


Jab miya biwi mubashrat / jima / humbistari yah milap karte hain tou Shadi Ki Pehli Raat Khood / Blood / Bleeding Ka Aana Aur Na Aana ka mamla ho sakta hai biwi ke sath. Mubashrat se pehle Mubashrat Ki Dua bhi karni chahiye.

Shadi Ki Pehli Raat Ka Wazifa

Ais raat ka koi khaas wazifa nahi hai.

(نکاح) شادی کی پہلی رات اور اسلام / شادی کی پہلی رات کیسے گزاریں؟ / شادی کی پہلی رات کے آداب / سہاگ رات کیا کرتے ہیں؟

نکاح ایک عبادت ہے۔ نکاح کرنا سنت ہے۔ نکاح آدھا دین ہے۔ شادی کی پہلی رات (سہاگ رات) شوہر بیوی سے الفت اور محبت کا اظہار کرنا چاہیے۔ دونوں کو ںفل نماز مل کر پڑھنی چاہیے۔ مباشرت کرنے کی دعا پڑھنی چاہیے۔ دونوں کی رضامندی ہونا ضروری ہے۔ جماع سے پہلے فور پلے کرنا چاہئے تاکہ عورتیں اس عمل کے لیئے تیار ہو سکیں۔ مباشرت کے اداب کو مَلحُوظ خاطِر رکھنا چاہیے۔ شادی کی پہلی رات میں ہمبستری اسلامی طریقے سے ہی کرنی چاہیے یحنی حرام طریقے سے نہیں کرنی چاہیے۔ جماع عورت کی مقام پیدائش (اگلی شرمگاہ) میں کرنی چاہیے۔ پیچھے سے جماع کر سکتے ہیں لیکن مقام پیدائش میں۔ عورت کے پچھلے حصے میں جماع کرنا حرام اور کبیرہ گناہ ہے اور ایسے شخص پر لحنت کی گی ہے۔ مباشرت کے آخر میں آفٹر پلے بھی کرنا چاہیے اور پھر غسل کر کے پاک ہو جائیں تاکہ نماز پڑھ سکیں۔


Video

YouTube Video | Nikah ke bad biwi se pehli raat kaise mile | Mufti Molana A.M.Qasmi

Comments

Popular posts from this blog

Kya Shohar Biwi Ki Sharmgaah Chat Sakta Hai

Islam Mein Oral Sex Ki Shari Haisiyat Kya Hai

Contact Form

Name

Email *

Message *

Followers

Copyright © 2023 Aap Ke Masail Ka Hal All Rights Reserved.